Ahmad Faraz Shayari

50+ Best Ahmad Faraz Shayari | Ghazal | Quotes

​​Ahmad Faraz Shayari : Ahmed Faraz, counted among the best writers of modern Urdu, was born on January 12 1931, in Kohat, Nowshera city of Pakistan. His childhood name was Syed Ahmed Shah. His father’s name was Syed Muhammad Shah Bark. Shortly after his birth, he moved to Peshawar with his family.

His mother tongue was Pashto, but Faraz was very fond of writing and reading Urdu from the very beginning. Eventually, with time, Urdu began to reflect in his language and manners. He has been very fond of poetry since childhood. He also used to participate in the Antakshari competition. When Ahmed Faraz started poetry, his name used to be Ahmed Shah Kohati. He later became Ahmed Faraz from the Mushaira of Faiz Ahmed Faiz. 

Ahmed Faraz’s father wanted to make him a math or science teacher, but his mind was more in Urdu and poetry. He obtained an M.A. degree in Urdu and Persian from the famous University Edward College, Peshawar. He started his career as a scriptwriter in Radio Pakistan Peshawar. Later he was appointed as a Professor of Urdu at Peshawar University.

Faraz used a simple style in his writing. So that ordinary people can easily understand his poetry. In the early period of his poetry writing, he was influenced by the works of Iqbal. Following the footsteps of Ali Sardar Jafri and Faiz Ahmed Faiz, he wrote some such ghazals during Ziaul Haq’s rule and read them in Mushairas, due to which he had to stay in jail.

Ahmed Faraz was a true fanatic of his era. Truth and honesty were his essential nature. He has always raised his voice while opposing the corruption of government and power. Most of his works opposed and interfered with the rule of General Zia-ul-Haq. Such subtle sensations and emotions associated with love and lover that had before gone unspoken of have now been given his poetic language. Faraz has been heard with as much love and interest in the Mushairas of Indo-Pak as hardly any other poet has been heard. The two basic feelings that Faraz’s poetry is made up of are our resistance, interference, and trends. His poetry depicts a spiritual, neoclassical, modern, and rebel poet. 

He earned that fame quickly through his collections, which very few poets get. Instead, it is not wrong if it is said that after Iqbal, only Faiz and Faraz’s name comes in the entire twentieth century, who were destined to achieve heights of fame, no other poet could attain fame like Ahmed Faraz.

The Pakistani government awarded Ahmad Faraz the Sitara-i-Imtiaz, and later in 2004, then-President Pervez Musharraf honoured him with the Hilal-e-Imtiaz. Two years later, in 2006, he returned this honour “as a protest against the policies of the Musharraf dictatorship.

Unfortunately, he died on August 25 2008, at a private hospital in Islamabad due to kidney failure. His last rites were performed with respect on August 26 at H.8 Cemetery, Islamabad, Pakistan, amidst many admirers and government officials.

Contents

Ahmad Faraz Shayari

  • Ab ke hum bichrre to shayed kabhi khawbon mein milen,
    Jiss tarah sookhay huye phool kitabon main milen.

    अब के हम बिकरे तो सैयद कभी ख्वाबों में मिलेंगे,
    जिस तरह सूखा हुए फूल किताब में मिले।

  • Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
    Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega.
    आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाएगा,
    वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा।

  • Chala tha zikr zamane ki bewafayi ka,
    Sau aa gaya hai tumhara khayal wese hi.
    चला था ज़िक्र जमाने की बेवफाई का,
    सौ आ गया है तुम्हारा ख्याल वेसे ही।

  • Rooth Jane Ki Ada Hum Ko Bi Aati Hai,
    Kash Hota Koi Hum Ko Bi Mnane Wala.
    रूत जाने की अदा हम को बी आती है,
    काश होता कोई हम को बी मनाने वाला।

  • Mohabbat Mili Toh Neend Bhi Apni Na Rahi Faraz,
    Gumnaam Zindagi Thi Toh Kitna Sukoon Tha.
    मोहब्बत मिली तो नींद भी अपनी ना राही फ़राज़,
    गुमनाम जिंदगी थी तो कितना सुकून था।

Ahmad Faraz Shayari In Hindi

  • Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain,
    Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle.
    अब तेरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैं,
    कितनी रघबत थी तेरे नाम से पहले पहले।

  • Hui hai shaam to aankhon mein bas geya phir tu,
    Kahaan geya hai mere sheher ke musaafir tu.
    हुई है शाम तो आंखों में बस गया फिर तू,
    कहां गया है मेरे शहर के मुसाफिर तू।

  • Us Ki Aankhon Ko Kabi Ghor Se Dekha Hai Faraz,
    Rone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi.
    उस की आंखों को कभी घोर से देखा है फ़राज़,
    रोने वालों की तरह जगने वालों जैसी।

  • Hum Toh Mohabbat Mein Bhi Tauheed Ke Qail Hain Faraz,
    Aik Hee Shaks Ko Mehboob Banaye Rakha Hai
    हम तो मोहब्बत में भी तौहीद के क़ैल हैं फ़राज़,
    एक ही शक्स को महबूब बनाया रखा है!

  • Tu Apni Sheessha Gari Ka Hunar Na Kar Zaya
    Main Aaina Hun Mujhe Totne Ki Aadat Hai.
    तू अपना शीशा गरी का हुनर ​​ना कर ज़या
    मैं आइना हुन मुझे तोतने की आदत है।

Ahmad Faraz Shayari 2 Lines

  • Yeh mohabbat bhi hai kya rog faraz,
    Jis ko bhoolen woh sadaa yaad aye..
    ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,
    जिस को भूलें वो सदा याद आए..

  • Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein Shamil Karlo,
    Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milein
    गम ए दुनिया भी गम ए यार में शामिल कार्लो,
    नशा बरता है शराबें जो शराबों में मिलीं!

  • Aesi Tareekyan Aankhon Mein Basi Hai Ke Faraz
    Raat Tu Raat Hai Ham Din Ko Jalate Hain Chiragh
    ऐसी तारेक्यान आँखों में बसी है के फ़राज़
    रात तू रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग!

  • Uss ki woh jane usay paas-e-wafa tha ke na tha,
    Tum faraz apni taraf se to nibhaate jaate..
    उस की वो जाने उस पास-ए-वफ़ा था के ना था,
    तुम फ़र्ज़ अपनी तरफ से तो निभाते जाते..

  • Main Fana Ho Gaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz,
    Meri Chahat Se Bhi Sachi Thi Fitrat Uski.
    मैं फना हो गया वो बदला फिर भी नहीं फ़राज़,
    मेरी चाहत से भी सच्ची थी फितरत उसकी।

Ahmad Faraz Shayari Urdu

  • Dil Ko Teri Chahat Pe Bhrosa Bhi Bohat Hai
    Aur Tuj Se Bichar Jane Ka Dar Bhi Nahi Jata.
    दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बोहत है
    और तुझ से बिचार जाने का डर भी नहीं जाता.

  • Aur faraz chahiyen kitni mohabbten tujh ko,
    Maaon ne tere naam pr bachon ka naam rakh diya..
    और फ़राज़ चाहिए कितनी मोहब्बतें तुझ को,
    मां ने तेरे नाम पर बच्चों का नाम रख दिया..

  • Dil Ko teri Chahat Pe Bharosa Bhi Bahut Hai,
    Aur Tujhse Bichar Jaane Ka Darr Bhi Nahi Jaata.
    दिल को तेरी चाहत पर भरोसा भी बहुत है,
    और तुझसे बिचार जाने का डर भी नहीं जाता।

  • Tere Hote Hoye Aa Jati Thi Sari Dunya
    Aaj Tanha Hun Tu Koi Nahi Aane Wala.
    तेरे होते होए आ जाती थी सारी दुनिया
    आज तन्हा हूं तू कोई नहीं आने वाला।

  • Dhoondta phirta hoon logon main shabaahat uski,
    Ke woh khawbon main bhi lagti hai khayalon jesi..
    ढूंढता फिरता हूं लोगन मैं शबाहत उसकी,
    के वो ख्वाबों में भी लगती है ख्यालों जैसी..

Ahmad Faraz Poetry In Urdu

  • Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz,
    Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai.
    अब इस दुनिया में कोई और मुझे दिल नहीं देने वाला फ़राज़,
    लोग कहते हैं मेरी आंखों में उसका चेहरा नजर आता है।

  • Koi Batlao Ke Ik Umer Ka Bichra Mehboob
    Itfaqan Kahin Mil Jaye Tu Kya Kehte Hain.
    कोई बातो के इक उमर का बिछड़ा महबूब
    इत्फाकान कहीं मिल जाए तू क्या कहते हैं।

  • Aesi tareekiyan aankhon mein bassi hain ke Faraz,
    Raat to raat hai hum din ko jalate hain chiraagh.
    ऐसी तारेकियान आंखों में बस्सी हैं के फ़राज़,
    रात तो रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग।

  • Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh Yeh Jaana Hum Ne Faraz,
    Ke Dard Mein Tanhai Nahi Hoti, Tanhai Mein Dard Hota Hai.
    इश्क के नशे में डूबे तो ये जाना हम ने फ़राज़,
    के दर्द में तन्हाई नहीं होती, तन्हाई में दर्द होता है।

  • Aur Faraz Chahyen Kitni Mohabaten Tujhe
    Maon Ne Tere Naam Par Bachon Ke Naam Rakh Dia.
    और फ़राज़ चाहतें कितनी मोहब्बतें तुझे
    मौन ने तेरे नाम पर बच्चों के नाम रख दिया।

Ahmad Faraz Shayari In English

  • Hilaal-e-eid ko dekho to rok lo aansu,
    Jo ho sake to mohabbat ka ehtraam karo..
    हिलाल-ए-ईद को देखो तो रोक लो आंसू,
    जो हो सके तो मोहब्बत का एहतराम करो..

  • Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz,
    Waqt Zalim Hai Har Aik Mor Pe Thukraye Ga.
    टूटा तो हूं मगर अभी बिखारा नहीं फ़राज़,
    वक्त जालिम है हर एक मोर पे ठुकराए गा।

  • Main Aane Wale Zamano Se Dar Raha Hun Faraz
    Ke Main Ne Dekhi Hain Aankhen Udas Logo Ki.
    मैं आने वाले जमानो से डर रहा हूँ फ़राज़
    के मैं ने देखी हैं आंखें उदास लोगो की।
  • Zikr us ka hi sahi bazm mein betho to Faraz,
    Dard kaisa hi uthay haath na dil pe rakhnaa..
    ज़िक्र उस का ही सही बज़्म में बेथो टू फ़राज़,
    दर्द कैसा ही उठा हाथ ना दिल पर रखना..

  • Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
    Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere.
    आज एक और बरस बीट गया उसके बेगेयर,
    जिसके होते हुए होते था जमाने मेरे।

Ahmad Faraz Poetry

  • Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga
    Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga.
    आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाए गा
    वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाए गा।

  • Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
    Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain.
    अभी कुछ और करिश्मा ग़ज़ल के देखते हैं,
    फ़राज़ अब ज़रा लेहजा बदल के देखते हैं।

  • Mohabbat Ke Baad Mohabbat Mumkin Hai Faraz,
    Per Toot Ke Chahna Sirf Aik Baar Hota Hai.
    मोहब्बत के बाद मोहब्बत मुमकिन है फ़राज़,
    प्रति टूट के चहना सिर्फ एक बार होता है।

  • Rooth Janay Ki Ada Ham Ko Bi Ati Hay
    Kash Hota Koi Ham Ko Bi Mnane Wala.
    रूत जाने की अदा हम को बी अति हे
    काश होता कोई हम को बी मनाने वाला।

  • Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil,
    Koi hamari tarah umar bhar safar main raha..
    किसी को घर से निकलते ही मिल गई मंजिल,

    कोई हमारी तरह उमर भर सफर में रहा..

Ahmad Faraz Best Poetry

  • Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,
    Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo.
    आशिकी में मीर जैसे ख्वाब मत देखा करो,
    बावले हो जाओगे मेहताब मत देखा करो।

  • Yeh mohabbat bhi hai kya rog Faraz,
    Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya..
    ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,
    जैसे भूरे वो सदा याद आया..

  • Log Pathar Ke Buton Ko Poj Kar Bi Masoom Rahe Faraz
    Ham Ne Ik Insan Ko Chaha Aur Gunehgar Ho Gaye.
    लोग पत्थर के बुतों को पोज कर बी मासूम रहे फ़राज़
    हम ने इक इंसान को चाहा और गुनाहगार हो गए।

  • Ab tak dil-e-khush-fehm ko tujh se hain umeeden,
    Yeh aakhri shamen bhi bujhaane ke liye aa..
    अब तक दिल-ए-खुश-फहम को तुझ से हैं उम्मीदें,
    ये आखिरी शमीन भी बुझाने के लिए आ..

  • Jo Zehar Pee Chuka Hun Tumhein Ne Muje Dia
    Ab Tum Zindagi Ki Duaen Muje Na Do.
    जो जहर पी चुका हूं तुम्हें ने मुझे दिया
    अब तुम जिंदगी की दुआएं मुझे ना दो।

Ahmad Faraz Sad Poetry

  • Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai Faraz,
    Roney walon ki taraaah jaagney waalon jesi..
    उसकी आंखों को कभी गौर से देखा है फ़राज़,
    रोने वालों की तरह जाने वालों जैसी..

  • Koi Khamosh Ho Jaye Tu Ham Tarap Jate Hain Faraz
    Ham Khamosh Hoye Tu Kisi Ne Haal Tak Na Pocha.
    कोई खामोश हो जाए तू हम ताराप जाते हैं फ़राज़
    हम खामोश होये तू किसी ने हाल तक ना पोचा।

  • Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi,
    Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi..
    आ के अब तस्लीम करें तू नहीं तो मैं सही,
    कोण माने गा के हम में से बेवफा कोई नहीं..

  • Is Dunya Mai Kon Kre Wafa Kisi Se Faraz
    Dil K Do Hroof Wo Bi Juda Juda.
    क्या दुनिया मैं कौन कर वफ़ा किसी से फ़राज़ है
    दिल के दो हूफ वो बी जुदा जुदा।

  • Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom,
    Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi..
    हुआ है तुझ से बिचारने के बाद अब मालूम,
    के तू नहीं था, तेरे साथ एक दुनिया थी..

Also Read : Bulleh Shah Shayari

Ahmad Faraz Ghazal

  • Zindagi Se Yehi Gila Hai Muje
    Tu Bohat Dair Se Mila Hai Mujhe.
    जिंदगी से यही गिला है मुजे
    तू बहुत डर से मिला है मुझे।

  • Humi ne tark-e-taluq main pehel ki ke Faraz,
    Woh chahtaa tha magar hauslaa na tha us ka..
    हमी ने तर्क-ए-तालुक मैं पहेली के फ़राज़,
    वो चाहता था मगर हौसला न था हम का..

Ahmad Faraz Quotes

  • Kon Preshan Hota Hai Tere Gham Se Faraz
    Wo Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga.
    कोण प्रेसन होता है तेरे गम से फ़राज़
    वो अपनी ही किसी बात पे रोया हो गा।

  • Woh aik raat guzar bhi gayi magar ab tak,
    Visaal-e-yaar ki lazzat mein toot’ta hai badan..
    वो एक रात गुजर भी गई मगर अब तक,
    विसाल-ए-यार की लज्जत में टूटता है बदन..

  • Ab To Hamain Bi Tark-e Mrasam Ka Dukh Nahi
    Par Dil Ye Chahta Hai Ke Aaghaz Tu Kare.
    अब तो हमें बी तर्क-ए मरासम का दुख नहीं
    पर दिल ये चाहता है के आगाज तू करे।

I hope you liked our article on Ahmad Faraz Shayari, Ghazals, and quotes.

 

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *