parveen shakir shayari & Poetry

200+(Best) Parveen Shakir Shayari, Poetry, Gazal & Nazm

Parveen Shakir, a famous figure of Urdu poetry in Pakistan, has his own unique status. In his poems, the right selection of words, the intensity of emotions, and the wonderful and mesmerizing confection of beautiful imaginations is seen, which places him paramount in the category of all time, great poets. Parveen Shakir Shayari, Poetry & Gazal depicts her unique style of writing. 

Parveen Shakir was born on November 24, 1952, in Karachi, Pakistan, into a middle-class Urdu-speaking family. She was fond of listening to poems since childhood, due to which she started singing poetry from an early age. She was fond of books since childhood, which gave her a lot of benefits during his lifetime. She completed his initial studies at Sir Saeed College, Karachi and after that, she did his MA in English Literature and she got a Ph.D. Parveen Shakir earned an M.A degree in Public Administration from Howard University in 1919. Her popularity can be gauged from this while giving the examination of Central Super Services in 1972, questions were also asked on her compositions in the question paper, which is a matter of pride in itself.

Parveen Shakir’s poems were originally based on love and woman. Unlike other poets, in his poetry, a woman is seen in the way of expressing her love without any hesitation. Through her poems, she has shown women free thought and in harmony with the changing environment over time. Parveen Shakir’s writings also have the simplicity and rhythm of folklore and also reflect the sophistication of classical music. Her ghazals seem to be a heart-arousing confluence of naïveté and sophistication. With time, she had become a part of the favorite poets of Pakistan. There was a color in the poetry of Parveen Shakir that created a new picture of love and the words used for it were also unmatched.

Parveen Shakir has shown through his Urdu poetry that how a woman loves a man with all her heart, but never let love turn into lust, which is a great compliment. In her compositions, with the smell of love, there is also an innocent sadness. Her first work “Khushbu” (Fragrance) was published in 1976 and became popular among people in a short time. For this, she also received the prestigious Adamjee Literary Award. Parveen Shakir has written this (Khushbu) love story with very tender feelings. Khushbu is the story of a young girl who is very fond of her femininity, which she does not even try to hide. She wants to convince herself and the world that a young girl’s feelings and innocence are worth knowing.  In the 80s, she wrote more books in which Khud Kalmi, Sad Barg, Inkaar, Maah-e-taaim, Gosha-e-chasm, and Kaifi-i-ana are the main ones, which were later published.

Parveen Shakir’s ghazal relies on upon, portrayal, and similes which are used repeatedly and provocatively to gain lyricism and vigor in her work. Its use is also seen in the excerpt of a poem written by her like –

“Vo to khushbu hai hawaon mein bikhar jayega

masla phool ka hai , phool kidhr jayega ? “

Parveen Shakir was a free-verse poet, along with good poetry. Through her free-verse poems, she highlights social issues and tries to stop them including divisions, nationalism, sexual categories, hypocrisy, human thought, and prostitution. Shakir has also used free-verse poems to write on the subject of economic and social inequalities and the tendency to exploit the poor.

Parveen Shakir also wrote columns for a number of Urdu newspapers and English magazines between 1992-1979. In 1973, she also served as Professor of English Literature at Abdullah College for Women, Karachi. In 1979, he was awarded the Gold Medal for Best Poet / Poetry at the Silver Jubilee Celebrations of Sir Saeed College for Women. In 1982, she passed the examination of Pakistan Civil Services and after some time was employed in the Custom House of Karachi, on the post of Assistant Commissioner. In 1986, Parveen Shakir was awarded the Zahoor Nazar Award for his Urdu poetry in Islamabad. Not only this, but the International Faiz Ahmed Faiz award was also received at the World Urdu Conference held in New Delhi, India in 1989. In 1991, she got the President’s Pride of Performance Poetry in Pakistan.

Parveen Shakir was married to Saeed Nasir Ali, a doctor by profession, and they both had a child named Saeed Murad Ali. Very few people know that Parveen used to call her son by the name Geetu. Their marriage did not last long and the couple separated from each other. The pain of being separated from your husband is often felt in their poets. On 26th December 1994 she met a fatal road accident & left this world. The road in downtown Islamabad where Parveen Shakir met her tragic end in a fatal accident was named after her. Her tragic and untimely death immortalized her. The world was blessed with only one Parveen Shakir. And lost gems are never found again. 

Contents

Parveen Shakir Shayari

  • Main Sach Kahungi Magar Phir Bhi Haar Jaungi
    Wo Jhoot Bolega Aur La-Jawab Kar Dega.
  • Yun Bicharna Bhi Bohat Asan Na Tha Us Se Magar
    Jata Jate Us Ka Wo Mur Kar Dobara Dekhna.
  • Lo main aankhain band kiye leti hoon ab tum ruksat ho
    Dil to jane kia kehta hai lekin dil ka kehna kia.
  • Kamal-e-Zabt Ko Khud Bhi To Azmaungi
    Mai Apne Hathon Se Us Ki Dulhan Sajaun gi.
  • Bas Ye Hua k Us Ne Takalluf Se Baat Ki
    Aur Hum Ne Rote Rote Dupatte Bhigo Liye
  • Dushmano Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain
    Dekhna Hai Khenchta Hai Muj Pe Pehla Teer Kon
  • Itne Ghane Badal Ke Piche
    Kitna Tanha Hoga Chnad
  • Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai
    Mere Chehre Pe Tera Naam Na Parh Le Koi
  • Gwahi Kese Tot’ti Mamla Khuda Ka Tha
    Mera Aur Us Ka Rabta Tu Hath Aur Dua Ka Tha
  • Bohat Se Log The Mehman Mere Ghar Lekin
    Wo Janta Tha K Hai Ehtemam Kis Ke Liye

Parveen Shakir ki Shayari Urdu

  • Badan Ke Karb Ko Woh Bhi Samajh Na Payega,
    Main Dil Se Ro’ungi Aankhon Se Muskuraungi
  • Tera Pehlu Tere Dil K Tarah Abad Rahe
    Tuj Pe Guzre Na Qayamt Shab-e Tanhai Ki
  • Harne Mai Ek Ana Ki Baat Thi
    Jeet Jaane Mai Khasara Aur Hai
  • Main jab bi chahon usay choo ke dekh sakti hoon
    Magar wo shakhs keh lagta hai ab bi khawab aisa…
  • Larkiyon Ke Dukh Ajab Hote Hain Sukh Us Se Ajeeb
    Hans Rahi Hain Aur Kajal Bhejta Hai Sath Sath
  • Koi Ahat, Koi Awaz, Koi Chap Nahi
    Dil Ki Galyan Bari Sunsan Hai Aye Koi
  • Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Muhal Kar Diya
    Ishq Ke Is Safar Ne To Mujh Ko Nidhal Kar Diya
  • Wo Tu Khushbu Hai Hawaon Mein Bikhar Jaye Ga
    Masla Phol Ka Hai Phol Kidhr Jaye Ga
  • Shehr Ko Teri Justaju Hai Bohat
    In Dino Ham Pey Guftagu Hai Bohat
  • Jugnu Ko Din Ke Waqt Parakhne Ki Zid Karen
    Bache Humare Ahd Ke Chalak Ho Gaye

Parveen Shakir Shayari in Hindi

  • Is Shart Pay Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi
    Jeton Tu Tuje Paon Haron Tu Piya Teri
  • Badan Ke Karb Ko Wo Bhi Samajh Na Paye Ga
    Main Dil Mein Ro’on Gi Aankhon Mein Muskraon Gi
  • Mai Phool Chunti Rahi Aur Muje Khabar Na Hui
    Wo Shaks Aa Ke Mere Sheher Se Chala Bhi Gaya
  • Aks-e-Khushboo Hoon Bikharne Se Na Roke Koi
    Aur Bikhar Jaun To Mujh Ko Na Samete Koi
  • Tu Badalta Hai Toh Be Sakhta Meri Aankhen,
    Apne Hathon Ki Lakeeron Se Ulajh Jaati Hain.

Parveen Shakir ki Shayari

  • Aik Soraj Tha Ke Taaron Ke Gharane Se Utha
    Aankh Heran Hai Kya Shakhs Zamane Se Utha
  • Meri talab tha aik shakhs woh jo nahin mila tou phir
    Hath dua se yoon gira, Bhool geya sawaal bhi..
  • Wo Kahin Bhi Gaya Lauta To Mere Paas Aaya
    Bas Yahi Baat Hai Achi Meri Harjai Ki
  • Ab Bhi Barsaat Ki Ratoon Mai Badan Tutta Hai
    Jaag Uthti Hain Ajaab Khawahishain Angrai Ki
  • Dene Wale Ki Mashyat Pe Hai Sab Kuch Moqof
    Mangne Wale Ki Hajat Nahi Dekhi Jati

Parveen Shakir Best Shayari

  • Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain
    Dekhna Hai Khinchta Hai Mujh Per Phely Teer Kon
  • Kabi Kabar Usay Dekh Lain Kahin Mil Lain
    Ye Kab Kaha Tha Ko Wo Khush Badan Hamara Ho
  • Mar bhi jaaon to kahan log bhula hi dein ge,
    Lafz mere, mere honey ki gawaahi dein ge…
  • Yahi Wo Din The Jab Ek Dusre Ko Paaya Tha
    Humari Sal-Girah Theek Ab Ke Maah Mai Hai
  • Koi aahat na koi chaap na koi awaaz,
    Dil ki galiyan meri sunsaan hain aye koi..

Parveen Shakir Poetry

  • Main Us Ki Dastaras Mai Hoon Magar Wo
    Mujhe Meri Raza Se Mangta Hai
  • Woh bachpaney ki neend ki to ab khawb ho gayi,
    Kya umar thi ke raat huyi aur so gaye..
  • Baat Wo Aadhi Raat Ki Raat Wo Pure Chand Ki
    Chand Bhi Ai Chait Ka Us Pe Tera Jamal Bhi
  • Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil Len
    Ye Kab Kaha Tha Ki Wo Khush-Badan Humara Ho
  • Ghar ka darwaaza khulaa rakha hai,
    Waqt mil jaye to zehmat karnaa.
  • Bohat se log they mehmaan mere ghar lekin,
    Wo janta tha k hey ehtamam kis k liye..
  • Badal dena hai rasta ya kahin par beth jana hai,
    Ke thaktaa ja raha hai humsafar ahistaa ahistaa..
  • Kadmon Mai Bhi Takan Thi Ghar Bhi Kareeb Tha
    Par Kya Karen K Ab K Safar Hi Ajeeb Tha
  • Shab Ki Tanhai Mai Ab To Aksar
    Guftagu Tujh Se Raha Karti Hai
  • Na Jaane Kaun Sa Aaseb Dil Mai Basta Hai
    Ki Jo Bhi Thahra Wo Akhir Makaan Chor Gaya

Parveen Shakir Best Poetry

  • Doobi hain meri ungliyaan khud apne lahuu main,
    Yeh kaanch ke tukrron ko uthaney ki sazaa hai.
  • Gungunatey huye lamhon main usey,
    Dheyaan mera kabhi aaya ke nahin..
  • Woh aik rishta benaam bhi nahin lekin,
    Main ab bhi us ke isharon pe sar jhukaon gi..
  • Najana kon sa aasaib dil mein basta hai,
    Ke jo bhi thehra woh aakhir makaan chor gaya…
  • Chalne Ka Hosla Nahi Rukna Mahal Kar Dya
    Ishq Ke Is Safar Ne Tu Muj Ko Nidhal Kar Dya.

Parveen Shakir Love Poetry

  • Andheri raaton ke tanhaa musafiron ke liye,
    Diyaa jalata hua koi saaz o rakht na tha.
  • Reet Hi Reet Hai Is Dil Main Musafar Mere
    Aur Ye Sehra Tera Nakash-e Kafe Pa Chahta Hai
  • Zulm Sehna Bhi Tu Zaalim Ki Hmayat Thehra
    Khamshi Bhi Tu Hoyi Pusht Pnahi Ki Tarah
  •  Apne Katil Ki Zehanat Se Pareshan Hoon Mai
    Roz Ek Maut Naye Tarz Ki Ijaad Kare

Parveen Shakir Romantic Poetry

  • Ik Naam Kya Likha Tera Sahal Ki Rait Par
    Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi
  • Kaise Kah Doon K Mujhe Chor Diya Hai Us Ne
    Baat To Sach Hai Magar Baat Hai Ruswai Ki
  • Nahi Nahi Ye Khabar Dushmano Ne Di Ho Gi
    Wo Aye Aa Ke Chale Bhi Gaye Milay Bhi Nah
  • Woh to khushboo hai, hawaon main bikhar jaae ga
    Maslaa to phool ka hai phool kidar jaae ga
  • Bas tere rawai’yon ka sabab dhoondte rehna,
    Yeh silsila ab aur to chalne ka nahin..

Parveen Shakir Famous Poetry

  • Darwaza Jo Khola To Nazar Aaye Khare Wo
    Hairat Hai Mujhe Aaj Kidhar Bhool Pare Wo
  • Paas Jab Tak Wo Rahe Dard Thama Rehta Hai
    Phelta Jata Hai Phir Aankh Ke Kajal Ki Tarah
  • Mery hm-sukhan ka yeh hukm tha k kalaam us say main km karoon..
    mery hont aesy silay k phir usay meri chup nay rula dia…….
  • Dene Wale K Masiyyat Pe Hai Sab Kuch Mauquf
    Mangne Wale Ki Hajat Nahi Dekhti Jaati
  • Sehra Ki Tarah Thi Khushk Aankhen,
    Barish Kahin Dil Mein Ho Rahi Thi

Parveen Shakir Best Poetry in Urdu

  • Tash’khees Baja hai ke Mujhe ishaq hua Hai
    Nus’khay mein Likho, Un se Mulakaat Musalsal
  • Wo To Khushboo Hai Hawaon Mai Bikhar Jayega
    Masla Phool Ka Hai Phool Kidhar Jayega
  • Kanton Mai Ghire Phool Ko Chum Aayegi Lekn
    Titli Ke Paron Ko Kabhi Chilte Nahi Dekha
  • Tera Ghar Aur Mera Jungle Bhegta Hai Sath Sath
    Aesi Barsatain Ke Badal Bhegta Hai Sath Sath
  • Nam Hai Palkain Teri Ae Moj-e Hawa Raat Ke Saath
    Kia Tuje Bi Koi Yad Aata Hai Barsat Ke Sath

Parveen Shakir Poetry in Urdu Two Lines

  • Us K Yuun Tark-e-Mohabbat Ka Sabab Hoga Koi
    Jee Nahi Ye Manta Wo Bewafa Pehle Se Tha
  • Chalne Ka Hosla Nahi, Rukna Mahaal Kardia,
    Ishq Ke Is Safar Ne Toh Mujhko Nidhal Kardia
  • Mumkina Faislon Mai Ek Hijr Ka Faisla Bhi Tha
    Hum Ne To Ek Baat Ki Us Ne Kamal Kar Diya
  • Tu Badalta Hai Be-Sakhta Meri Ankhen
    Apne Hathon Ki Lakeeron Se Ulajh Jaati Hain
  • Ajnabi logon mein ho tum aur itni door ho,
    Aik uljhan si raha karti hai rozaana humain..!

Parveen Shakir Romantic Poetry in Urdu

  • Raat Ke Shayad Aik Baje Hain
    Sota Ho Ga Mera Chand
  • Jab Se Parwaaz Ke Shareek Miley
    Ghar Bananay Ki Arzoo Hai Bohat
  • Mere liye to wo khan’jar bhi phool ban ke uthaa,
    Zabaan sakht thi, lehjaa magar karakht na tha.
  • Badan Ke Karb Ko Wo Bi Samaj Na Paye Ga
    Mai Dil Se Ro’on Gi Aankhon Se Muskraon Gi
  • Band Kar Ke Meri Aankhein Wo Shararat Se Hanse
    Bhoje Jane Ka Mein Har Roz Tamasha Dekhon
  • Us Ne Mujhe Dar-Asl Kabhi Chaha Hi Nahi Tha
    Khud Ko De Kar Ye Bhi Dhoka, Dekh Liya Hai
  • Mar bhi jaaon to kahan log bhula hi dein ge,
    Lafz mere, mere honey ki gawaahi dein ge…
  • Husn Ke Samjhne Ko Umar Chahiye Janan
    Do Ghari Ki Chahat Mai Larkiyan Nahi Khultin
  • Pass Jab Tak Wo Rahe Dard Thama Rahta Hai
    Phailta Jaata Hai Phir Aankh Ke Kajal Ki Tarah
  • Hath Mere Bhool Baithe Dastaken Dene Ka Fan
    Band Mujh Par Jab Se Us Ke Ghar Ka Darwaza Hua

Parveen Shakir Gazal

  • Kuch Faisla To Ho Ki Kidhar Jaana Chahiye
    Pani Ko Ab To Sar Se Guzar Jaana Chahiye
  • Mujhe teri mohabbat ne ajab ik roshni baskhshi,
    Mein is dunya ko ab pehle se behter dekh sakti hoon.
  • Jis Tarah Khawab Mere Ho Gaye Reza Reza
    Us Tarah Se Na Kabhi Tut Ke Bikhare Koi
  • Ab To Is Raah Se Wo Shaks Guzarta Bhi Nahi
    Ab Kis Umeed Pe Darwaze Se Jhanke Koi
  • Barha Tera Intezar Kiya
    Apne Khawabon Mai Ik Dulhan Ki Tarah

Parveen Shakir Gazal in Hindi

  • Ek Suraj Tha K Taron Ke Gharane Se Utha
    Aankh Hairan Hai Kya Shaks Zamane Se Utha
  • Mere Chehre Pe Ghazal Likhti Gayen
    Sher Kehti Hoyi Aankhen Us Ki
  • Kuch To Tere Mausam Hi Mujhe Raas Kam Aaye
    Aur Kuch Meri Mitti Mai Bagawat Bhi Bohat Thi
  • Wo Na Aayega Humain Maloom Tha Is Sham Bhi
    Intezar Us Ka Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe
  • Jis Tarah Khwab Mere Ho Gaye Raiza Raiza
    Is Tarah Se Na Kabi Tot Ke Bikhre Koyi
  • Hum To Samjhe The Ke Ik Zakham Hai Bhar Jayega
    Kya Khabar Thi K Rag-e-Jaan Mai Utar Jayega
  • Wo Mujh Ko Chor Ke Jis Admi Ke Pass Gaya
    Barabari Ka Bhi Hota To Sabr Aa Jaata
  • Mere paas itnay sawaal thay meri umar se na simat sakay
    Tere paas jitnay jawaab thay teri ek nigaah main aa gaye!!
  • Kuch To Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tera Khayal Bhi
    Dil Ko Khushi Ke Sath Sath Hota Raha Malal Bhi
  • Saba To Kya Ke Mujhe Dhoop Tak Jaga Nah Saki
    Kahan Ki Neend Utar Aayi Hai In Aankhon Mein
  • Jab Tak Wo Be NishaaN Raha, Dastras Tha,
    Khush Naam Ho Gaya To Humara NahiN Raha…
  • Iss baar jo eendhan ke liye katt ke gira hai,
    Chirriyon ko barra pyaar tha uss boorrhe shajar se..
  • Mere lafzon se nikal jaye assar,
    Koi khawhish jo tere baad karoon.
  • Pairhan Mera Magar us kay Badan ki khushbu …
    Us ki Tarteeb Hai Aik Aik Shikan ki Khushbu…!!
  • Meri Chahat Main Bhi ab Soch ka Rang Aanay Laga
    Aur Tera Payaar Bhi Shiddat Main Huwa Aahistaa…!

Parveen Shakir Nazm

  • Thak Gaya Hai Dil-e-Wahshi Mira Faryad Se Bhi
    Ji Bahalta Nahi Ai Dost Teri Yaad Se Bhi
  • Apni Ruswai Tere Naam Ka Charcha Dekhun
    Ik Zara Sher Kahun Aur Mai Kya Kya Dekhun
  • Rukhsat Karne Ke Adab Nibhane Hi The
    Band Ankhon Se Us Ko Jaata Dekh Liya Hai
  • Rail ki seetti mein kese hijr ki tamheed thi,
    Us ko rukhsat karke ghar lotay to andaaza hua..
  • Tamaam raat mere ghar ka aik dar khulaa raha,
    Mein raah dekhti rahi woh raasta badal geya..

Parveen Shakir ki Ghazal

  • Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein
    Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe
    Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar
    Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe
  • Jahan sawaal ke badle sawaal hota hai
    Wahaan mohabton ka zawaal hota hai
    Kissi ko apnaa banana hunnar hi sahi

    Kisi ke ban ke rehna kamaal hota hai
  • Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen
    Dukh Kehta Hai Ab Koi Darya Bi Tu Dekhon
    Ye Kya Ke Wo Jab Chahe Muje Chen Le Mujh Se
    Apne Liye Wo Shakhs Tarpta Bi Tu Dekhon
  • Guzar Gye Hain Bohat Din Rafaqat-e Shab Mein
    Ik Umar Ho Gyi Chehra Wo Chand Sa Dekhe
    Tere Siwa Bi Kyi Rang Khush Nazar They Mgar
    Jo Tuj Ko Dekh Chuka Ho Wo Aur Kya Dekhe
  • Woh Kahein B Giya, Loutaa To Merey Paas Aya
    Bas Yahi Baat Hai Achhi Mere Harjaie Ki
    Us Ne Jalti Hui Peshaani Pe Jabb Haath Rakhaa
    Rooh Tk Aa Gaie Taa’seer Maseehai Kee
  • Sehra Ki Tarah Rehte Hoye Thak Gai Aankhen
    Dukh Kehta Hai Ab Koi Sehra Bi Tu Dekhon
    Ye Kya Ke Wo Jab Chahe Muje Chen Le Muj Se
    Apne Liye Wo Shakhs Trapta Bi Tu Dekhon
  • Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nhi Krti,
    Mohbt Main Bhi Krti Hoon Magar Charcha Nhi Krti,
    Jo MuJ Se MiLne Aa Jaye Main Us Ki DiL Se Khadim Hoon,
    Jo Utth K Jana Chahay Main Usey Roka Nhi Krti, Jisey Main Chhor
  • Toti hai meri Neend Mgar tum ko es sy kya
    Bajty rahein hawaoon say dar tum ko es sy kya
    Tum moj moj Misl-e-Saba Ghoomty raho
    Kat jaen meri soch k par, tum ko es sy kya
  • Wo to khushbu hai hawaon main bikhar jayega
    Masla phul ka hai phul kidhar jayega
    Ham to samjhe the k ek zakhm hai bhar jayega
    Kya khabar thi k rag-e-jan main utar jayega
  • Be Faiz Rfaqat Mai Smar Kis Ke Liye Tha
    Jab Dhob Thi Qismat Tu Shjar Kis Ke Liye Tha
    Pardes Mai Sona Tha Tu Chat Kis Liye Dali
    Bahar Hi Niklna Tha Tu Ghar Kis Ke Liye Tha

Read also : Javed Akhtar Shayari

Parveen Shakir Quotes

“Mar bhi jaun tou kahan log bhula hi denge

Lafz mere mere hone ki gawahi denge”

“Me bachh bhi jaun to tanhayi maar dalegi,

Mere kabile ka har fard katlegaah me hai”

“Sunte hai keemat tumhari lag rahi hai aajkal

sabse acche daam kiske hai batana humein

taaki us khush bakht taakir ko mubarakbad dein

aur uske baad dil ko bhi hai samjhana humein”

“Aks-e-khushbu hun bikharne se na roke koi

Aur bikhar jau to mujhko na samyte koi

Kaanp uthti hun me ye soch ke mein tanhai mein

Mere chehre pe tera naam na padh le koi”

Parveen Shakir Books

Parveen Shakir was a great poet from Pakisthan (then undivided british india), She wrote many books on shayari, gazal and nazm.

Parveen Shakir Khushboo

Most famous book of Parveen shakir is her collection of shayaris called ‘Khushboo’ You can read more about her on parveen shakir wikipedia page, which gives complete information about her life and work.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *